Hat's off to his poetry.
ye halka-halka savera
jab tum mujhse kahte ho,
shabd thithurte hothon par
baatein bhari ho jati hain.
Tum naav-ummeedi par baithe,
majhdhar ke shikve ruth gaye.
Hum aankhon se kahein,
tum dil se samajh lo.
Suno na, ye ruthne-manane mein kya hai
samjho na ishare, rafta-rafta chale zindagi.
Tum meri baahon mein
aur main tumhari aankhon mein.
Aaj ek chhoti si koshish ki Gulzar sahab ke shabd aap tak pahunchane ki, apki pratikriyaon ka intizaar rahega.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें